QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ

8
ARABI HUROOF KAY MAKHARIJ TAJWEED SIKHNAY KAY LIYE ARABI MEIN 29 HUROOF AUR 17 MAKHRIJ HAI Zubaan kay baayien ( left ) kinaray ko bayein jaanib ( left side ) kay u’par kay daanton ko lagaanay say Aakhiri halaq jo seenay say qareeb hai U’par kay daanth nichay hooton kay kaccha hissa ko lagnay say Doono hooton ka kacchay hissa milnay say Zubaan ki jard par jeeb kay andurooni hissay say Zubaan ki nook ko u’par kay datoon ki jard ko lagaanay say Zubaan ki jard par jeeb kay baahari hissay say Zubaan ki nook ko u’par daaton kay kinaaray ko lagaanay say Zubaan ki nook kay qareebi hissay ko u’par kay daaton kay masoordo ko lagaanay say Zubaan ka darmiyani hissa aur taalu kay darmiyaani hissay ko lagnay say Doono hooton ka hissa milnay say Darmiyaani halaq say Zubaan ki nook ko u’par kay daaton kay masoordo ko lagaanay say Ibtedayi halaq jo muuh kay taraf hai ussay a’da hota hai Doono hooton ko gool karnay say Zubaan ki nook ko upper kay daaton kay masoordo ko lagaanay say In huroofon ko hamesha pur (mota) padhay note Doono daaton ko milakar zubaan ki nook ko nichay kay daaton kay u’pari hissay ko lagaanay say nikalta hai TAJWEED = quraan ko saheeh padhnay ka tariqa MAKHARIJ = jahan say huroof nikalta hai (place of origin) makhraj - singular NOTE = in huroofon ki adayigi mein dhiyaan rakhnay ki khaas zaroorat hai , TAJWEED KI AHMIYAT : Quran e shareef ko saheeh saheeh padhna wajib hai har harf(huroof) ko theek theek padhay hamza aur ain mein jo farq hai usi tarah choti ha aur badi ha mein sa aur seen mein theek awaaz nikaal kar padhay ek harf ki jagah doosra harf na padhay. Agar kisi say koi harf nahi nikalta to saheeh padhnay ki mashq karma lazim hai agar saheeh padhnay ki mashq na karayga to gunaahgaar aur us ki koi namaaz saheeh na hogi albatta agar mehnat say bhi durust naho to la chari hai (source : ASAAN DEENIYAT & NISAAB E DEENIYAT)

description

OUR DUTY TOWARDS QURAN

Transcript of QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ

Page 1: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ

ARABI HUROOF KAY MAKHARIJ TAJWEED SIKHNAY KAY LIYE ARABI MEIN 29 HUROOF AUR 17 MAKHRIJ HAI

Zubaan kay baayien ( left ) kinaray ko bayein jaanib ( left side ) kay u’par kay daanton ko lagaanay say

Aakhiri halaq jo seenay say qareeb hai

U’par kay daanth nichay hooton kay kaccha hissa ko lagnay say

Doono hooton ka kacchay hissa milnay say

Zubaan ki jard par jeeb kay andurooni hissay say

Zubaan ki nook ko u’par kay datoon ki jard ko lagaanay say

Zubaan ki jard par jeeb kay baahari hissay say

Zubaan ki nook ko u’par daaton kay kinaaray ko lagaanay say

Zubaan ki nook kay qareebi hissay ko u’par kay daaton kay masoordo ko lagaanay say

Zubaan ka darmiyani hissa aur taalu kay darmiyaani hissay ko lagnay say

Doono hooton ka hissa milnay say

Darmiyaani halaq say

Zubaan ki nook ko u’par kay daaton kay masoordo ko lagaanay say

Ibtedayi halaq jo muuh kay taraf hai ussay a’da hota hai

Doono hooton ko gool karnay say

Zubaan ki nook ko upper kay daaton kay masoordo ko lagaanay say

In huroofon ko hamesha pur (mota) padhay

note Doono daaton ko milakar – zubaan ki nook ko nichay kay daaton kay u’pari hissay ko lagaanay say nikalta hai

TAJWEED = quraan ko saheeh padhnay ka tariqa MAKHARIJ = jahan say huroof nikalta hai (place of origin) makhraj - singular NOTE = in huroofon ki adayigi mein dhiyaan rakhnay ki khaas zaroorat hai

, TAJWEED KI AHMIYAT : Quran e shareef ko saheeh saheeh padhna wajib hai har harf(huroof) ko theek theek padhay hamza aur ain mein jo farq hai usi tarah choti ha aur badi ha mein sa aur seen mein theek awaaz nikaal kar padhay ek harf ki jagah doosra harf na padhay. Agar kisi say koi harf nahi nikalta to saheeh padhnay ki mashq karma lazim hai agar saheeh padhnay ki mashq na karayga to gunaahgaar aur us ki koi namaaz saheeh na hogi albatta agar mehnat say bhi durust naho to la chari hai (source : ASAAN DEENIYAT & NISAAB E DEENIYAT)

Page 2: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ

TILAWAT E QURAAN KAY AADAAB:

1. paak wa saaf hona

2. ba wazu hona

3. quraan padhtay waqt bahot hi adab kay saath baithna

4. quraan kay saath rehal (stand) hona

5. quraan kay saath juz daan (cover) hona

6. taawuz (aoozbillah) aur tasmiya (bismillaah) say shuru karna

7. quraan padhnay kay darmiyaan baat na karna

8. agar baatein karein to sirf taawuz padkar shuru karien

9. padhnay wala dil mein yeh khiyaal karay kay Allaah taala nay kaha hai - sunao kaisa

sunatay ho

10. sunnay wala dil mein yeh khiyaal karay kay Allaah taala ka kalaam padha jaaraha hai

usko bahot hi gaursay sunay (source : AZKAAR E MASNOONAH)

TILAWAT E QURAAN KI FAZILAT:

1. dil ka zang duur hota hai

2. Allaah taala ki mohabbat mein taraqqi hoti hai

3. Allaah taala kay qurb (talluq) badhta hai

4. har harf par dus dus neikiyaan milti hai (source : AZKAAR E MASNOONAH)

QURAAN KAY HUQOOQ:

1. quraan ka pahla haq yeh hai kay quraan par imaan laya jaaye

2. doosra haq yeh hai kay quraan ko padha jaaye

3. teesra haq yeh hai kay quraan ko samjha jaaye

4. quraan ka chutha haq yeh hai kay quraan par amal kiya jaaye

5. quraan ko aagay pahonchaya yaani uski taleem ko aam kiya jaaye

6. quraan kay nizaam ko apni zaat par khandaan par shaher par mulk par aur

saari duniya par nafiz kiya jaye (source : QURAANI MALOOMAAT)

NOTE : FOR ALL NOORANI QAAEDA TAKTI IN ROMAN ENGLISH E MAIL @ [email protected] XEROX AND DISTRIBUTE FOR ENDLESS REWARD – PLZ KEEP THIS PAPER IN A FOLDER OR LAMINATE IT

Noor Baitulmaal Taleem e Baalighaan

Office : 12/2 R.T., Prakash Nagar, Begumpet, Sec-bad-03. (A division of Madarsa Siddiqia Arabia) Contact : 98854 79221, 040 -27762521 Viqar Nagar, New Oxford High School, Centre for providing financial assistance to poor muslims widows Principal : Hafiz Mohd. Ishaaq Bandvi (Khateeb Masjid e Arqam) Ph : 98854 79221 (Donation of Zakaat , Sadqaat & Qurbani Skins are invited) Hafiz Abdul Hafeez (Naib Imaam Masjid e Arqam) Ph : 96424 36788 Centre for learning : 1. Nazirah Quraan 2. Arabi Qaedah with Tajweed 3. Deeniyaat 4. Urdu

Page 3: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ
Page 4: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ
Page 5: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ
Page 6: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ
Page 7: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ
Page 8: QURAN'S RIGHTS / QURAN KAY HUQOOQ