Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd May 2012 Ayat 14 Theme:

7
Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd May 2012 Ayat 14 Theme: Khuaishaat ki cheezein Azmaaish With The Name of Allah Most Gracious Most Merciful Presentation By: Salsabeel Group Humaira Madni NQSJ_056

description

With The Name of Allah Most Gracious Most Merciful. Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd May 2012 Ayat 14 Theme: Khuaishaat ki cheezein Azmaaish. Presentation By: Salsabeel Group Humaira Madni NQSJ_056 Sarina Shamayal NQSJ_037. - PowerPoint PPT Presentation

Transcript of Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd May 2012 Ayat 14 Theme:

Page 1: Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd  May 2012 Ayat 14 Theme:

Takmeel of Surah Ale Imran Presentation2nd May 2012

Ayat 14

Theme: Khuaishaat ki cheezein Azmaaish

With The Name of Allah Most Gracious Most Merciful

Presentation By: Salsabeel Group

Humaira Madni NQSJ_056Sarina Shamayal NQSJ_037

Page 2: Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd  May 2012 Ayat 14 Theme:

ال&ب ن#ين و اء# الن-س م#ن و ات# ه الش2 ح6ب4 ل#لن2اس# زي-ن

ن اط#ير# ال&ق و

ي&ل# ال&خ و ة# ض2 ال&ف# و الذ2ه ب# م#ن ة# ن&ط ر ق ال&م6   األ& ن&ع ام# و ة# و2م ال&م6س

ن&د ه6 ع# الل2ه6 و ي اة#الد4ن&ي ا ال&ح ت اع6 م ذ Uل#ك ث# ر& ال&ح �و � ن6 ح6س&(Surah Ale Imran:14)ال&م آب#

Page 3: Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd  May 2012 Ayat 14 Theme:

AURATEINBETAY

SONAY CHANDI KE BAREY BAREY DHERNISHAAN LAGE HUE GHORAY

MAVESHIAUR KHETI BAARRI

Barri Zeenat Daar maaloom hotihein magar ye sub Duniya hi kii Zindagi ke

Saamaan heinAur Allah ke Paas Buhat Acha Thikana hai.

(Surah Ale Imran:14)

Logon ko in kii Khuaaishon kii cheezein yani

Page 4: Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd  May 2012 Ayat 14 Theme:

SHAAN E NUZOOLJang e Badr mai bay sarro saamaan musalmaan kafiron per hawi hue. Bagair kisi asbaab ke Allah ne un ko kaafiron per fataah di jabke kafir her tarah ke saazo saamaan yani 1000 fauji, ghoray, auraton ke baawjud shikast kha ker wapis laut gaye.

Ye sub Khuaaishaat ki Cheezein, yani AURATEIN, AULAD, GHORAY, MAVESHI, SONA, CHANDI AUR KHETI BAARI duniya ki Azmaaish hain. Allah ne Insaan ke dil mai in cheezon keliye muhabbat daal dii kyonke:

1. Duniya ka kaarwaan chalta rahe2. Allah in cheezon kii muhabbat ka maza chakha ker Akhirat ki beshumaar naimaton ki ragbat dilana chahta hai3. Aazmaaish keliye. Surah Khaf:7 mai ata hai," Hum ne zameen per jo kuch hai, ise zameen ki zeenat banaya hai, takey hum logo ko aazmaaein "4. Shukar guzari dilane keliye5. Akhirat kii naimaton ko paaney ka zariya in cheezon ko bana dia, yani jitna in cheezon ke fitnay se bachtey raheinge utna naikiyon se kareeb hotay jayeinge.

Page 5: Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd  May 2012 Ayat 14 Theme:

Duniya ki muhabbat her burai kaa sarchashma hai. Pehlay darjay per Aurat aur dusray per Aulaad

hein, kyon ke ziyada ter mard ki i kamai biwi bachon per lagti hai.

Haq ki baat kerney mai insaan ki i khuaaishaat beech mai aati hain, phir ek woh hai jo in sub

khuaaishaat ke fi tnay se buch ker Al lah ki raah mai chal perta hai aur dusra woh jo nafs parasti mai

ghira rehta hai aur duniya mai kho ker Akhirat ko bhool jata hai.

 Al lah ne Adal ka aur beech ka raasta bata dia. Jo muhabbat Al lah ne insaan ki di l mai in khuaaishaat

ki cheezon ki daal i woh etadaal mai rahe to jaaiz hai magar hudd se barh jaane lage to shaitan ke raaste per chal i jati hai aur Al lah ke Kaanoon ko

tornay lagti hai.

SABAK

Surah Ale imran ayat 92 mai atta hai " Har giz naa paunchogay tum

naiki ko jabtak tum un cheezon mai se jo tumhein aziz hein (raah e Khuda) mai kharch kero, aur jo cheez tum kharch

kerogay Allah is ko jaanta hai " 

Page 6: Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd  May 2012 Ayat 14 Theme:

Humaira: • Duniya k i Khuaaishaat ko mayana ravi mai reh ker is tamal kerna hai .

• Akhi rat k i tayar i per dhiyaan dena hai kyonke wahan is se behter th ikaana hai .

AMAL KI BAAT JO HUM NE SEEKHEIN

Shamayal : • Jo insaan sache d i l se imaan le aata hai woh hakeekat me Al lah ke deen ke l iye kuch bhi karega.

• I s ayah k i raushni me hum Is lam mein maal ke nazr iye ko dekh sakte hai

• Agar is dunya me kamyaab hona chahte ha i to asbaab par bharosa k iye bagair A l lah ke raaste me n ika lna hoga.

• Ye ayah hum sab ke l iye behtareen aa ina hai .

Page 7: Takmeel of Surah Ale Imran Presentation 2 nd  May 2012 Ayat 14 Theme:

Al lah ta ' la farmatay hain, In sub cheezon mai kho ker mat reh jaana aur A l lah k i yaad se gaafi l naa hojaana kyonke

Al lah ke paas Akhirat mai is se behtreen th ikaanaa hai yani Jannat k i i ragbat d i laa i jarahi ha i . Naik kaam kernay walon

kel iye ka i jaga Al lah jannat k i i khushkhabr i detey ha in .

Surah Ale Imran: 15 mai aataa hai ' " un kel iye khuda ke yahan baagaat ha i , j in ke neeche nehrein beh rahi ha in, in

mai woh hamesha raheinge, aur paakeeza aurate in ha in aur sub se barh ker Khuda k i khushnudi , aur Khuda apnay naik

bandon ko dekh raha hai . "

JAZAK ALLAHU KHAIR