Shaayari in Images and Hindi Delvys 010 Font

download Shaayari in Images and Hindi Delvys 010 Font

of 13

Transcript of Shaayari in Images and Hindi Delvys 010 Font

1-

ftruh eqgCcr feyh] lkjh ckaV nh] nqfu;kokykas dks nksLrks! tc gekjh ckjh vkbZ] rks lc us nnZ ds flok dqN u fn;k! dHkh vkalw Nqik&Nqik ds jks;s] dHkh nkaLrk&,&xe lquk ds jks;sA jkr dVh gS bartkj&,&;kj eas] ge jkrHkj rkjksa dks txk&txk ds jks;sA ?kj ds ckgj oks udkc eas fudyh lkjh xyh mudh fQjkd eas fudyh badkj djrh Fkh oks gekjh eqgCcr ls vkSj gekjh rLohj mudh fdrkc eas fudyh rqe ge ij csoQkbZ dk bYtke uk ns ikvksxs] tku ls T;knk D;k Qjekb'k dj ikvksxsA I;kj dksbZ [ksy ugha tks rqe vklkuh ls [ksy tkvkss] geas rksgQs dh lwjr eas tqnkbZ ls T;knk D;k ns ikvksxsA fny ls rsjk [k;ky uk tk;s rks D;k d:a] rw gh crk rsjh ;kn lrk;s rks D;k d:aA gljr gS fd ,d utj rqEgas nqckjk ns[k ywa] fdLer oks yEgk uk yk;s rks D;k d:aA ftl 'kke cjlrs gSa] rsjs fgtz ds ckny] ml 'kke dksbZ fgtz dk rkjk ugha gksrkA ;aw gh esjs igyw eas pyk vkrk gS oks vDlj] oks nnZ ftls eSaus iqdkjk Hkh ugha gksrkA

2-

3-

4-

5-

6-

7-

gksBkas us ftldk ftdz uk fd;k gks] vka[kas mldk iSxke nsrh gSA nqfu;k ls mls fNik;s dSls] gj /kM+du tks mldk uke ysrh gSA

8-

oks jks;k rks cgqr] ij eq>ls eqag eksM+ ds jks;k] dksbZ etcwjh gksxh tks fny rksM+ ds jks;kA esjs lkeus dj fn;s] esjh rLohj ds VqdMs+] irk yxk esjs ihNs ls] oks mUgas tksM+ ds jks;kA fny jks;k exj gksBkas ls eqLdjk dj cSBs ;wa gh ge fdlh ls oQk dj cSBs oks geas bd yEgk u ns ik;k

9-

vkSj ge muds fy;s ftanxh yqVk dj cSBs

10- rqels nksLrh djus dk fglkc u vk;k]esjs fdlh Hkh loky dk tokc uk vk;kA ge rks tkxrs jgs rqEgkjs gh [k;kykas eas vkSj rqEgas lks dj Hkh gekjk [okc uk vk;kA

11- bd vnk vkidh fny pqjkus dhbd vnk vkidh fny eas cl tkus dh bd psgjk vkidk pkan lk--bd ftn gekjh pkan dks ikus dhA

12- eSaus ml jkr ls vka[kas gh ugha [kksyh] ftl jkr---mlus dgk Fkk] lqcg gksrs gh eq>s Hkwy tkukA

13- tk csoQk geas I;kj ugha djuk]rUgk gh th yasxs ge] tc gS rUgk ejukA

14- gekjh nkLrka mls dgka dcwy Fkh]esjh oQk;sa mlds fy;s fQtwy FkhA dksbZ vkl ugha ysfdu bruk crk nks] eSaus pkgk mls D;k ;s esjh Hkwy FkhA

15- bl dnj ge mUgas eukus fudys]mudh pkgr ds ge nhokus fudysA tc Hkh mUgas fny dk gky lqukuk pkgk] muds gksBkas ls oDr u gksus ds cgkus fudysA eqgCcr eas ugha gS] QdZ thus vkSj ejus dk] mlh dks ns[kdj thrs gSa] ftl dkfQj is ne fudysA

16- fny dh nqfu;k VwVus ds ckn lc jksrs Fks]ge Fks fd ikxykas fd rjg galrs FksA ;s gky&,&fny ge dSls lquk;as fd] rdyhQ u gks mldks blfy;s vdsys eas jkssrs FksA 17- fny ls rS dj ds fdlh jkst vyx gks tkvks] NksM+uk gS rks cgkus dh t:jr gh D;k gSA 18- gj 'k[l geas ftUnxh thus ds rjhds crkrk gS] mUgas dkSu le>k;s fd] bd [okc v/kwjk gS gekjk] ojuk----gels csgrj thuk fdls vkrk gSA 19- jks;s gSa cgqr] rc tjk djkj feyk gS]

bl tgka eas fdlh Hkyk lPpk I;kj feyk gSA xqtj jgh gS ftUnxh bfErgka ds nkSj ls--,d [kre gqvk gS rks nwljk rS;kj feyk gSA 20- t[e brus xgjs gSa] bt+gkj D;k djas] ge [kqn fu'kkuk cu x;s] okj D;k djasA ej x;s ge ] exj [kqyh jgha vka[kas] vc blls T;knk mudk] bartkj D;k djasA 21- gks lds rks Hkj nks] viuh uhan gekjh vka[kkas eas] fdlh dh ;kn eas ge] cjlkas ls lks;s ugha gS----A 22- oDr yxrk gS fdlh dks viuk cukus eas] I;kj rks iy Hkj eas gks tkrk gS] ysfdu---mez xqtj tkrh gS] fny ds I;kjkas dks Hkqykus easA 23- dk'k] [kqnk us geas vkalw cuk;k gksrk] ml csoQk dh vka[k eas clk;k gksrkA tc fxjrs] vka[k ls mudh] ejus dk et+k rks vk;k gksrkA 24- bruk dqN [kks;k] geas ikuk uk vk;k] I;kj fd;k rks trkuk uk vk;kA fny eas cl x;s oks igyh gh utj eas] dlwj gekjk Fkk] tks geas muds fny eas lekuk uk vk;kAMAIRY HATOON MA APNY NAM KI LAKEER DAKHNA................. MAIRI AKHANOO MA APNY HUSN KI TASVEER DAKHNA ..... .KYA THY OR KYA BNA DIA TAIRI ULFAT MA.......... KAISY BAN GAY HAIN TAIRY PAYAR MA FAQEER DAKHNA...... .BOHT NAZZ HA NA TUJY TAIRY HUSAN KI DOLAT PER{W}...... MAIRY PASS B HA ZAKHMOO KI JAGEER DEKHNA .... MAIRY HO MAIRY HI RAHO GE HAMASHAH RANG LAHY GI SACHY PAYAR KI TASEER DAKHNA .... BOHT ZULM SAHEY HAIN TAIRI JUDAI K HUM NY "DUKHI"..... ADA IK JAISI NAE RAHTI TAQDEER DAKHNA

Yeh raat itni tanha kyun hoti hai, kismat se apni sabko sikayat kyun hoti hai, Ajeeb khel khelti hai yeh kismat Jise hum pa nahi sakte usi se mohabbat kyun hoti hai Gham ne hasne na diya, zamane ne rone na diya, is uljhano ne jine na diya, thak ke jab sitaron se panah li, neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya..

Bahut tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki, Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki. Usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mein aansoo, Saza mili hai humein muskurane ki Aag Dil Me Lagi Jab wo khafa hue Mehsoos hua Tab, Jab wo Juda hue Karke wafa Kuchh DE Na Sake wo Per Bahut Kuchh De Gaye Jb wo Bewafa hue

Hamein Pata Tha K Teri Muhabat K Jaam Mein Zehar hai BEWAFA Lekin.! ...

Tere Pilaney mein Khaloos itna tha k Hum Thukra Na Sake

Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake.. Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankho se chalakte hain..Hum khwahis h hume khud se chupa na paoge.... Apne dil ko kisi surat se behla na paoge... Guzar jayenge karib se hawa ki tarha.... Chah kar bhi hume chu na paoge....

Kyu dil ke mere tukde kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhe, kyu meri zindagi me tune dard bhardiye

Zamanay ki nazron se hain dilon k raz Posheeda,,, Khaloos-e-Dil se RAB janay mohabbat kon karta hai..

Aag Dil Me Lagi Jab wo khafa hue Mehsoos hua Tab, Jab wo Juda hue Karke wafa Kuchh DE Na Sake wo Per Bahut Kuchh De Gaye Jb wo Bewafa hue

Teri Yaad Bhi Kamal Karti Hai Kesey Kesey Humse Sawal Karti Hai Ek Pal Ko Tanha Nhi Hone Deti Mujhe Ye Mera Kitna Khayal Karti Hai..!

Maine tujhe jo dard diye wo apni yaad k liye.... Bahut minnatein ki hai tujhse dur jaane k liye..... Humne teri aakho se wo aansu baha diye jo rokte the tumhe muskurane k liye.... Tukde kiye the maine tere dil k apne ek tukde ko lagane k liye.... Kyu dil ke mere tukde kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhe, kyu meri zindagi me tune dard bhardiye..Shikvy shikayton ki nhi ye zarf zarf ki baat hy, Tery wehm-o-guman me b hum nhi or tu lafz lafz hamen yaad hy...!!!

Lafzon Par Baat Aye To Kya Karon Koi Itna Yaad Aye To Kya Karon Dil Karta Hai K Us Ko Aik Lamhay K Liye Dekh Lon Par Wo Lamha Hi Na Aye To Kya Karon

Guom suom si ye raat kub guzari patah b nahi chala, bus khoya thaa teray khyalon mein k subha ho gaeii

Phir Main Barbaad Bhi Ho Jaon, to ho Janay Do Ek HASRAT Hai k Wo Mera Muqaddar Ban Jaye. Kitne Anjaan Hyn Sar-E-Shaam Hi So Jaty Hyn , Meri Aankho'n Se Meri Neend Churaney Waly Wo Kehta tha Tere Jism ka Saaya Hon main Faraz... Shayad issi liye Andheron mein Saath Chhor Gaya

Chahe Mujrim Samjhe Ya Koi Gunahgaar Hamen, Saaf Kehte Hain K Ek Shakhs Se Hai Pyar Hamen, Dil Dia Hai Kisi Ko to Mukarna Kaisa, Pyar Kia Hai to Halaat Se Darna Kaisa, Apne Is Jurm Ka Iqrar Hai So Baar Hamen, Saaf Kehte Hain K Ek Shakhs Se Hai Pyar HamenKaash dil ki awaz mein itna asar ho jaaye ki hum aapko yaad kare or aapko khabar ho jaaye, aaj rab se yahi dua hai meri ki jise aap chahe who apka HUMSAFAR ho jaaye.

Hum Kabhi aap se Khafa ho nahi sakte, Yeh Dil ke Rishtey Bewafa ho nahi sakte, Aap bhale hameh bhulake so jao, Hum aapko yaad kiye bina soh nahi sakteMeri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad aayegi Jab Tanhai se Dil Ghabraye ga Jab Tumhein Akela-Pan Satayega Jab koi Khuwab hi nahi ayega

Iss diyar-e-bey rukhi mein iss qadar paas-ewafa......Bas yahi ik kaam thaa jo hum galat kartey rahay....... Yeh mujhe kya khabar thi ki itna magroor tha Tujhse zyaada mujhe apne ishq pe guroor tha Kya bataaoon ki ishq mein tha behak sa gaya Thoda tera saroor, baki mausam ka kasoor tha

Khata meri yehi thi ki patthar ke naam dil kar gaya Jo khwab mein bhi na socha tha, who kaam kar gaya Naadan tha main, apne ishq pe bahut naaz tha mujjko Bekhudi mein wafaa ki ummeed bewafaa se kar gaya

zindagi bhar muskrane ki dua na dena, mujhe pal bhar muskrane ki sja maloom haiMeri Rooh Vich Mera Yaar Wasda, Meri Aankh Vich Usda Deedar Wasda, Sanu Apne Dard Di Parwa Nai, Par RAB kare Har Waqt Rahe Mera YAAR HASDA

DIL MEI KITNE ZAKHAM HAIN KISI KO KYA PATA.., ~~~ DOSTO ~~~ YE OR BAAT HAI K HUM MUSKURA K JEETAY HAIN

Chaandni raat taaron ki baaraat hai Dil ki mehfil sajaane mein kya der hai, kya der hai Dhadkanein dil ki shehnaaiyaan ban gayi Ab to saajan ke aane mein kya der hai, kya der hai ...Mera mehboob mera sanam aa raha hai Hum to mar hi chuke the, phir janam aa raha hai Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa

Nafrat Kabhi Na Karna Hum Se, Ye hum Kabi na Seh Payein Gey

kuch khawab saja kar palkon per tum chand se baatein kar lena hum yaad tumhein to karte hein tum yaad humein kar lena kuch baat na ho jab aise hi nim aankh tumhari ho jaye tum baat kahin par karte ho,dil or kahin par kho jaye ... jazbaat k aisy aalam mein muskan labon par bhar lena hum yaad tumhein to karte hein tum yaad humein bhi kar lena Sapnay dekhe bhi nahi aur Toot gaye, Woh humain milay bhi nahi aur Rooth gaye, Hum jagtay rahy aur sari Dunya soti rahi, Ek barish thi jo humaray sath roti rahi Tamanna Se Nahi Tanhai Se Darte Hain, Pyar Se Nahi Ruswaai Se Darte Hain, Milne Ki To Bohat Chahat Hai Par, Milne K Baad Judaai Se Darte Hain Tamanna Se Nahi Tanhai Se Darte Hain, Pyar Se Nahi Ruswaai Se Darte Hain, Milne Ki To Bohat Chahat Hai Par, Milne K Baad Judaai Se Darte Hain Zakhm to mere seene me b hai, lekin hum teri mohqbbat se inhe silte h, ye ishq k zakhm b naseeb se milte h, rakh lo ise tohfa samajh kar, na jaane kyu wo in zakhmo ko ginte h Wo Kahin B Rahen Sar Pe Uske Ilzaam To Hai Uske Hathon Ki Lakiron Me Mera Naam To Hai Wo Mujhe Apna Banaye Ya Na Banaye Zamane Me Mere Naam Se Woh Badnam To Hai

Wo Kisi ki Dil Lagi ko Saza Samjne Laga Do pal Roth k Guzare to Jafa Samjne Laga Wo kia jane k hum ktna roye unke Baghair Wo Baghair soche smje muje bewfa Samjne Laga

Mat Poocho Ke, Kitna Aapko Yaad Karte Hai Itna Ke, Har Saans Ke Bad Karte Hai Kisi Din Lekar Aaye, Tumhe Hamare Samne Bas Yahi Khudha Se, Fariyad Karte Hai

Sapnay dekhe bhi nahi aur Toot gaye, Woh humain milay bhi nahi aur Rooth gaye, Hum jagtay rahy aur sari Dunya soti rahi, Ek barish thi jo humaray sath roti rahiIshaara to madad ka kar raha tha doobnay waala.. Mager yaaraan-e-saahil ne salaam-e-alvidaa samjha

Karoge Yaad Ek Din Tum Dosti Ke Zamane Ko, Chale Jayenge Jis Din Hum Kabhi Na Wapas Aane Ko Chedega Mehfil Me Zikar Hamara Koi, Toa Chale Jaoge Tum Tanhai Mein Aansoo Bahane Ko.

uska aasra tha to kanton py b so lete thy....... ab phool muyasar hain magar neend nahi ati.. Mein Hoon Bewafa Sabko Betaya Usne Yun Hi Sahi, Uske Labhon Pe Mera Naam To Aaya tanha rehna toh seekh liya hum ne.... par khush na kabhi reh payenge, teri doori toh phir bhi seh leta hai yeh dil, par teri dosti ke bin ji

Mein Hoon Bewafa Sabko Betaya Usne Yun Hi Sahi, Uske Labhon Pe Mera Naam To AayaAccha h jitni jaldi ho parwaz kar lo, zindagi ka fir se aagaz kar lo, jayada din nahi bache h qayamat ko, kal aa jayenge farishtey to mat kehna unse,

bhai thoda to intezaar kar lo...

na payenge

Humne to roshni ki dua maangi thi, ye ashk kaha se aa gaya unki aakho me, humne to band rakhe the dil k har darwaze, fir unhe ishq kahise ho gaya do char mulakaato me Kahin se Aai hy awaz phir se Mohabat ka karen Aghaz phir se Kisi ki yad karwat le rahi hy Mere dil k baje hen saz phr se Zara si bat ko jisne uchala Usi ko de diye hen raz phr se Me phr baton me uski aa gaya hun Hamaqat per kiya hy naz phr se Bohat sehmi hui hy koi chirya Nazar aane lage hain baaz phir se Jo kal maqtal me tanha chhor aya Wo ban k aa gaye dam-saz phr se Hawa ka zor kuch toota hai FARAZ Chalo aao karen parwaz phir se.

Yaad Me Teri Aahe Bharta Hai Koi Har Saans Ke Saath Tujhe Yaad Karta Hai Koi Maut Sachai Hai Ek Roj Aani Hai Lekin Teri Judaai Me Har Roz Marta Hai Koi

Tumse dur jane ka irada na tha , sada sath rehne ka bhi vaada na tha, Tum yaad na kroge ye jante the hum, Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha

Teri yaado me b tadapta h koi, meri saanso me b basta h koi, ye na samajh ki ye gham sirf tujhko h, yaha b har roz marta h koiJab Yaad Tumhari Aati Hai, Dil Khun Ke Aansu Rota Hai, Yeh Dard Denewala Kya Jane, Dil Ka Dard Kaisa Hota Hai. Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi Yaadein Hamse Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein Ab Kaise Kahein Ham Tumse Ye Dost Teri Baatein Hame Har Pal Yaad Dilata Hai Teri Har Chhoti Chhoti Baatein

Raat Ke Andhere Mein Sara Jahan Sota Hai, Lekin Kisi Ke Yaad Mein Ek Dil Rota Hai, Khuda Kare Ki Kisi Par Koi Fida Na Ho, Agar Ho To Maut Se Phele Juda Na Ho Yaado ke sahare zindagi nahi guzarti, haato ki lakire mitane se takdeer nahi badalti, aaj b tawaf me hu teri galiyo k, magar aap ghar se hi nahi nikaltiKabhi to Aisa Hota Hai, Yaado Ka Asar Zara Der Se Hota Hai, Aap Sochte Hain Ki Hum Bhul Gaye, Par Hamari To Har Baat Me Zikar Aapka Hota Hai

Chupke se yaad aagaya koi, hansti ankhon ko rula gaya koi, kese shukriya ada karun uska, is nachiz ko pyar karna shikha gaya koi Mumkin Hai Me Khud Ko Bhool Jaau Par Tujhe Bhoolne Ki Khata Me Kar Nahi Sakti, Tum Mere Dil Me Hi Nahi Mere Rom-Rom Me Base Ho, Tumse Bichad Ke Me Ye Zindagi Jee Nahi Sakti

Palkon Ki Nami Mein Chupa Kar Sapno Ko. Humne Unhe Jaane Ki Izazat de di. Hum toot Kar Bikhar Gaye Tukro Mein. Unhe Muskarane Ki Ijazat De Di .

Yeh Ishq Hi Hai Shayad Kai Haste Haste Ankhoun Se, Ansu Chalak Se Jate Hain, Jitna Tumhai Bhulate Hain, Tum Or Yaad Aate Ho, Tum Or Hamein Satate Ho, Mera Dil Kai Khamosh Samandar Ko Tum Bekarar Kar Jate Ho, Dor Kharay Jese Mere Ghamoun Pe Muskurate Ho, Nazar Se Ghayab Ho Lekin As Pas Nazar Bhi Aate Ho. Unki tasveer ko seene se laga lete hai. Iss tarah judai ka gam mita lete hai. kisi tarah zikar ho jaye unka to hass kar bheegi palkein jhuka lete hai... Yaadon Ke Jharokhe Mein Jab Dekhenge Tumhen, Dil Mein Ek Toofan Sa Uthega, Jab Ashqon Ke Saath Bahenge Armaan, Dil Mein Ek Toofan Sa Uthega, Agar Mil Gaye Zindagi Ke Kisi Mod Par Rok lo in door jaate kadmon ko, Chahat ki itni badi saza mat do. Paas aane ki khwahish ki thi humne, Judaai ka hame yun dard na do. Kat jayegi ye umar intezar me tumhare, Par apni dosti ko humse yun cheen na lo. tum me basti hai jan meri yu meri jan ko mujhse chin na lo

Hume bhi is baat ka andaaza hota hai, har waqt kisi ko mera khayal hota hai, gaahe bagaahe dhadk uthta hai dil, jarur kahi hamara zikr hota hai Hamne anjaane me unhe rula diya, Unhone duniya ke liye hume bhula diya, hum to pehle se hi tanha the, kya hua jo unhone akelepan ka ehsaas phir dila diya..!Tum Zindagi Ho Meri Tumhare Bina Mera Dil Dhadak Nahi Sakta, Saath Tumhare Mein Hamesha Rahugi Itna Samajh Lo, Jo Tum Saath Nahi To Ye Jannat Bhi Jee Nahi SaktiBikhre aansuo ke moti hum peero na sake, uski yaad me saari raat so na sake, beh na jaaye aansuo me taswir uski yahi soch kar hum ro na sake...! Yekeen Nahi Hota Ki Tum Chahte Nahi Hume Apne Dard Ko Apni Zubaan Se Bayan Kar Nahi Sakti, Aaj Vaada Hai Mere Dil Se Ae Mere Sanam Tumhare Siva Me Kisi Aur Ko Chah Nahi Sakti

mehfil sazai hi thi lutne k liye, magar wo na aai jiske liye mehfil thi sazai, ye mehfil ab badastoor chalti rahegi, kabhi hum lut te rahenge mehfil me, to kabhi ye fehfil humse lut ti rahegi Apne pyar ka izhaar karke to dekho, har dua kubool hogi ye wo dar hai, na jaane tumhe pyar paane se pehle, kyu ise khone ka darr hai.

Dil tera deewangi me kho gaya hai.... Tabhi main sochu behke behke se lag rahe ho jarur kuch ho gaya hai, jaldi talash kar lo apna dil, dil badalna aajkal aam ho gaya hai

Tasveero ke beh jaane ka gham liye baithe ho, apni aakho me samandar liye baithe ho, mere dil ka haal bhi kuch tujhse juda nahi, raato ki neende to hum bhi luta baithe hai, fark sirf itna hai hum chup rehte h aur aap zamane se kehte ho

Kahan mumkin tha main dil se teri yaadain mita deta,, Bhala kaisay main jee pata, agar tujhko bhula deta?? Teri ruswai k dar say labon ko see liya warna,, Teray shehr e munafiq ki, main bunyadain hilaa deta,, Kiya tark e wafa us ne, to hogi uski majboori,, Jisay barsoon dua di thi, usay kiya baddua deta?? Khabar hoti agar mujh ko, nahi hay tu muqadar main,, Usi lamhay main hathon ki, lakiron ko mita deta...

Roshni ki dhaar pr rkhi kahani or dukh, Ankh se behta huwa khamosh pani or dukh, Mere kmre me usi tarteeb se rkhe huwe, Phool,kht,wade, dilase, ik jwani or dukh, Ek dooje se bichr kr umr bhr rote rhe,, Rat, sehra, khushk patte, ek rani or dukh, Ab mere lafzon me wo pehle si kefiyt nhi,, Daal ab jholi me, teri mehrbani! Aur dukh,, Rat sehra me kisi ne bansuri ki hook pr,, Rakh di phir roti hui alharr jawani, aur dukh Subuk Raftar Lamhon Ki Hadein Tarteeb Deta Hoon, Sehar Ki Sans Ginta Hoon Shabein Tarteeb Deta Hoon.. Main Aab-e-Zar Say Likhta Hoon Tumhara Naam Sheron Me, Sunehre Lafz Bunta Hoon Tumhain Tarteeb Deta Hoon.. Tujhe Sochoon Tu Pehlu Se Sirak Jata Hai Dil Mera, Main Dil Per Hath Rakh Ker Dherkanein Tarteeb Deta Hoon.. Mere Logon Ki Tabiyat Men Yazeedi Wasf Shamil Ha, Wohi Mujh Ko Mitate Hain Jinhain Tarteeb Deta Hoon...! Meri deewangi ki koi hadd nahin teri soorat ke siva kuch yaad nahin mein hu phool tere gulshan ka tere siva mujh pe kisi ka haq nahin.. Dil se tera Khayal na jaaye to main kya

Na karna ishq isme bahut dard hota, aisa kyu hota h isme sirf aashiq hi rota h, shamma waise ki waise rehti h, maut ki aagosh me sirf parwana sota h, bujha do un shammao ko, jiski aag me haro roz koi parwana jalta hai, bata do un husn k maaliko ko, unke bina bhi duniya me kaam chalta hai, kab tak unke diye phool,khat,waade,dilase aur dukh liye baithe, unhe b to pata chale bina aashiq k husn ka koi matlab nahi nikalta h, aashiq to ta umar aashiq rehta hai, husn ka gurur hardum nahi chalta hai. Char din me udd jayega husn ka rang jo rukh pe lagaye baithe h, fir dekhenge husn apne kis andaaz pe machalta hai. Unse Kehdo Mohabbat Ka Tumse Kitni Mohabbat Hai Izhaar Aakar Khud Karein, Ye Me Bata Nahi Sakti, Yun Kisika Peecha Hum Apni Zindai Me Tumhari Nahin Karte Ahemiyat Jata Nahi Sakti, Meri Zindagi Ka Har Lamha Tumhi Se Shuru Hota Hai, Daag Ansuon Se Dhoye Tumse Duur Reh Ke Ek Pal Hain, Bhi Akele Bita Nahi Sakti, Jab Bhi Tanha Huye HainRoye Hain, Dil Mein Kyon Na Uge Yaad Teri, Dil Mein Tere Hi Khawab Boye Hain

Ishq me kisi se koi dur kaha hota, jism mazboor hote hai ye dil mazboor kaha hota, ahamiyat kya batana jab zindagi se aham mehboob hota h, ise hi ishq kehte hai, jb din kisike naam se suru aur usi k naam pe khatam hota h

Ek shaam aati hai tumari yaad lekar , Ek shaam jaati hai tumari yaad dekar, Par humen us shaam ka interzar hai, Jo aye saath tume lekar.

Hume unse koi shikayat hi nahi, Shayad humari kismat me dosti hi nahi, Meri takdeer likh kar to khuda bhi mukar gaya, Pucha to bola ye to meri likhawat hi nahi Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai.. Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.. kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.

karoon?? Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoo? Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tuzhko Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karoo??? Dil jo tut gaya to fariyad karoge tum, Hum na rahe to yaad karoge tum, Aaj to kehte ho waqt nahi, Par ek din mere liye waqt se fariyad karoge tum. Hum wo nahi jo tujhe gham mein chhod denge, Hum wo nahi jo tujhse naata tod denge Hum to tere wo Dost hain, Jo agar teri saasein band ho, to apni saasein jod denge Mujhe na saans Aati hai na mera dam nikalta hai, Magar ye beech ka aalam bohat takleef deta hai, Samandar na nigalta hai na saahil per patakhta hai, Magar ye doobna ubharna bohat takleef deta hai, Jo tum bolo sanwar jayen jo tum bolo bikhar jayen, Magar ye tootna jurna bohat takleef deta hai, Jo tum maano to batlayen jo tum samjho to samjhayen, Tumhare bin adhoora-pan bohat takleef deta hai.. Kisi ne hume aashiq kaha, Kisi ne hume diwana kaha. In aankhon me aansu tab aaye, Jab apno ne hume begana kaha. Lagta h tere dil ne bahut kuch h saha, Aakho me aansu na laao gairo k liye, jab apno ne begaana kaha, to fir wo apna kaha raha. Mujhe zindagi ki dua na do meri zindagi se bani nahin koi zindagio per karey yaqeen mujhey zindagi pe yaqeen nahin yeh safar bhi kaisa safar hua ...mein kabhi kahin tou kabhi kahin mujhey jis sanam ki talash thi woh mila magar meraa nahin mein woh raat hoon jo katti nahin mein woh baat hoon jo bani nahin

Hum bhi milna chahte hai, hume bhi tumhari yaad aati h, zarur milne aa jaaye hum tumse, par kya kare ye kambakhat shaam h jo aaye bina hi guzar jaati h.

Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste, anjane mod par kuchh log dost ban jate hain, milne ki khushi de ya na de bichhadne ka gam zarur de jate hainMuskaan tera hontho se kabhi jaye na Aansoo teri palko pr kabhi aaye na, Poora ho tera har kwab,aur jo pura na ho, Vo kwab kbhi aaye na Mujhe dil me apne qaid na karo, mujhe apne rooh me shamil karo, duniya ki fikr choro ey sanam, din mere khayalo me gujara karo

hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai. Na jaane kyon abhi ek aansu aankh se jhalka, Dil ko shayad aapki yaad aayi, Chahat hai itni aap se milne ki, Hanste hue bhi aankhen bhar aayi..! Tere nam ko hotho pe sajaya hai maine ,, Tere rooh ko apne dil me basaya hai maine ,, Duniya tumhe dhundte ho jayegi pagal ,, Dil ke aise kone me chupaya hai maineKISI E JUDA HONA AGAR ITNA AASAAN HOTA "FARAZ" TO JISM SE ROOH KO LENEY KABHI FARISHTAY NAHI AATAY Ae khuda dua ye meri khali na jaye ke mere dost ki palkon main kabhi aansu na aaye, aansu nikle to khushi ke nikle gum ke aansu mere hisse me aa jaye Kyu kisi ko tarapne ki dua de rahe ho, jo kismat me nahi hai uske liye kyu ro rahe ho, mohabbat hogi kisi k dil me to khud jaan jaoge, bila sabab hi miyan pareshaan ho rahe ho I DONOT NEED A LOT OF PEOPLE WHO ARE READY TO CRY WHEN I DIE.... I ONLY NEED JUST ONE PERSON WHO IS READY TO DIE WHEN I CRY.....

Bahut mayus ho gaya h tu sayad zindagi se, teri mayusi ka sabab kya hai, ilaaz bhi kar du,dawa bhi de du, pehle pata to ye chale ki maraz kya haiTera kisi pe aye dil Tera koy dukhaye dil Tue bhi kaleja thaam kar Muj se kahe k haye dil Tera bhi dil KHUDA kare ...Mere liye ho bekaraar Tue bhi tarap tarap uthe Asi chale hawaye dil

mujhey zindagi ki dua na do meri zindagi se bani nahin Koi kisi k dil ka haal kaise jaane, jo jaaane haal dil ka use to hum khuda maane, naadan y bhi na jaane , koi kaise roshni aag se chaant le, ye kaaynaat milkiyat nahi kisi ki, jisme se wo zamee aur aasma baant le.

Kyon door ho kar bhi Koi dil ke paas rehta hai. Dil ke paas ho kar bhi Kyon us ka intezaar rehta hai.... Yeh kaisa dard hai Jo meetha sa lagta hai..... Apki Chahat Humari Kahani Hai Ye Kahani Is Waqt Ki Maherbani Hai Hamari Maut Ka To Pata Nahi Par Yeh Zindgi Sirf Apki Diwani Hai

Ek wohi shakhs zindagi bhar k liye udaas kar gya ",MOHSIN," Jo her bar kehta tha, "tmhare chahre per udaasi achi nahi lagti..." Sub Ki khushi Ki chah kerty Hain , Bus Hum Itna Sa Gunnah Kerty Hain AAj Phir Un Ke INtazar Mein Bethe Hain Dekhna Hay KabWo Humain Yaad Kerty Hain....

WO Bazaahir Jo Zamane Se Khafa Lagta Hai, Hans Ke Bole Bhi To Duniya Se Juda Lagta Hai, Aur Kuch Der Na Bujhne De Isse Rab-E-Sahar, Doobta Chand, Mera Dast-E-Dua Lagta Hai, ...Jisse Munh Fer Ke Raste Ki Hawa Guzri Hai, Kisi Ujde Hue Aangan Ka Diya Lagta Hai, Ab Ke Saawan Mein Bhi Zardee Na Gayi Chehron Ki, Aise Mausam Mein To Jungle Bhi Hara Lagta Hai

Teri Talash Mein Hum Jab Kabhi Nikalte Hai, Ek Ajnabi Ki Tarah Raaste Badalte Hai, Daraaz Ho Gam-E-Hijraan Ki Haasil-E-Hijraan, Wo Hausle Hai Jo Aagosh-E-Gam Mein Palte Hai, ...Rawa Nahi Hai Gam-E-IshQ Is Kadar Bhi Gurur, Tere Bagair Bhi Duniya Ke Kaam Chalte Hai, Kabhi Jo Had Se Badhi Unki Yaad To Samjhe, Ke Unke Dil Mein Bhi Kuch Valvale Machalte Hai Chhoota Jo Tera Haath Tou Hum Toot Ke Roye Tum Jo Na Rahay Saath Tou Hum Toot Ke Roye Chaahat Ki Taman'na Thi Aur Zakhm Diye Tum Ne Paayi Jo Yeh Saughaat Tou Hum Toot Ke Roye Imkaan Na Tha Duur Talak Tajdeed-eTa'alluq Ka Dekhay Jo Yeh Haalaat Tou Hum Toot Ke Roye Anjaan Thay Hum Ab Tak Dard Ki Soorat Se Hui Jo Mulaaqaat Tou Hum Toot Ke Roye Tere khayal ki udaasi se ye zaahir hota h, koi chup chup ke akele me rota hai, jaane kaunsa gam liye baitha hai dil me, hokar sartaaz gulista ka khud ko bayabaa kehta h, kabhi veerane se nikal kar chaman me aaiye, mulakaat ek naye subh se hogi jise dil me kaid kar rakha h..

Mere dil k machalte armaano se wo wakif hai, fir b hume raasto me dhundte hai, hum koi patthar nahi jo raasto me mil jaaye, kabhi apne dil ki bhi talashi lijye, aksar hum aisi jagho par hi milte hai, Mere dil ka dard kisne dekha hai. Humein bas khuda ne hi tadpte dekha hai. Hum tanhai me beth kar rote hai. Par logo ne hume aksar mehfil me haste dekha hai.Betahasha dil dhadkane laga, na jaane kaisa khwaab aaya, fir Dil dhadkane ka sabab yaad aaya, wo teri hi yaad thi ab yaad aaya,

Kaise Sukoon Paun Tujhe Dekhne Ke Baad, Ab Kya Gazal Sunaun Tujhe Dekhne Ke Baad, Aawaz De Rahi Hai Meri Zindagi Mujhe, Jaun Main Ya Na Jaun Tujhe Dekhne Ke Baad, tum tou kar na sake iqraar-e-mohabbat, lekin pyar ka izhaar yeh dil karta tou hai, har modd per sivaye dagaa kuch na diya tumne, phir bhi tere liye khuda se takraar yeh dil karta tou hai.Mere jaane ka maatam na kar, main tere dil se nikli har sawaal me hu, itni udaasiyo me na gujaro, apne raato ka sukoon,din ka aaram, main tujhse bichda nahi, main tere har khayal me hu har pal tujhe yaad yeh dil karta tou hai, teri khushi ki fariyaad yeh dil karta tou hai, tumne tou karli bewafaai humse, phir bhi tujhi se wafa yeh dil karta tou hai,

Surkh hai aakhein teri,sayad raat bhar na soi, kisi ke yaad me betahasa hai roi, bas ek mulakaat ka ye sitam, na tha jiska rishta dard se wo dard se ru-ba-ru hui, jo kabhi na hua tera fir uske liye kyu raat bhar roi....

Bahut dard chupaye baithe ho seene me, dard k bina bhi kya maza hai jeene me, tanhai me jee bhar ke ro liya karo, bahut waqt lag jaata hai gamo ko dhone me.

udasiyan bay sbab nahi hain, udasion ka agar yeh mosam, theher gaya to ghazab karay ga, na g sako gay, na mr sako gay, kisi ko her pal talab karay ga...!!! udasiyan bay sbab nahi hain....!!!

Kiya kahun tujhe .. Khuwab kahun ya sapna kahun.. Kiya kahun tujhe.. Aapna kahun ya paraya kahun.. Kiya kahun tujhe.. ...Din kahun ya shaam kahun.. Kiya kahun tujhe.. Dil Kahun ya jaan kahun.. Kiya kahun tujhe.. Dard Kahun ya pyaar kahun.. Kiya kahun tujhe.. Aansu kahun ya ishq kahun.. Kiya kahun tujhe..

Bahut dard chupaye baithe ho humsafar hum se ab chor seene me, day umeedan dard k bina bhi kya maza hai sath hum kia dain ga hum jeene me, me ab dam nhi tanhai me jee bhar ke ro liya karo, bahut waqt lag jaata hai gamo ko dhone me. Nigaah-e-yaar pe palkon ki jo lagaam na ho, Badan me door talak zindagi ka naam na ho! Woh be-naqab jo phirta hai gali koochon mein, To kaise shehr k logon mein qatl-e-aam na ho! Mujhe yaqeen hai k dunya mein dard barh jaen, Agar ye peenay pilanay ka ehtamaam na ho! Bitha k saamne bus dekhta rahun us ko, Siwa is k mujhe dunya ka koi kaam na ho! Jo us ko daikh le Mehtaab ik nazar Mohsin, Mere shehr ki galyon mein kabhi shaam na ho...! har mulaqat per waqt ka takaza hua , har yaad per dil ka dard taza hua , suni thi sirf gazlon main judaai ki baatain , ab khud per biti tu haqiqat ka andaza hua Taash K Patton Ki Manind Hai Teri Mehfil Se Nikle Kisi Zindagi Meri Ko Khabar Tak Na "A" Huwi......... Jis Kisi Ne Bhi Khele Taqseem Tera MuRR muRR kar Kardiya Mujhe...! Dekhna Hamein Badnaam Kar Gaya....!!!!! Kitaabon Se Daleel Doon Ya Khud Ko Saamne Rakh Doon Mushkil Waqt Main Kaun Woh Mujhse Pooch Betha Kisika Sahara Banta Hai Hai"MOHABBAT"Kisko Kehte Sokhey Patto'n Ko To Hain...... Darakht Bhi Gira Dete Hain Larka Dunia ko bata do k tum mujh se pyar kerti ho Sar-e-toor ho, sar-e-hashr Larki ne larky k kaan main ho, hmain intezar qabool ahista se kaha I LOVE U.. hai..... Larka: tum nay ahista se kion Wo kbhi milen, wo kahin kaha? Larki: kion k TUM hi meri dunia milen, wo kbhi sahi wo kahin sahi...! ho.. tujh se ab koi wasta nahi lakin.................... tere hissey ka waqt ab bhi tanha guzarta hai.. tujh se ab koi wasta nahi lakin.................... tere hissey ka waqt ab bhi tanha guzarta hai..

humein izhar karna na aaya, unhein pyaar karna na aaya. hum bus dekhte hi reh gaye, aur waqt ko thamana na aaya. ...woh chalte chalte itne door chale gaye, hamein rokna bhi na aaya. hamne unka naam liya phir bhi, shayad unhein sunna na aaya. hamare taqdeer mein unki mohabbat thi hi nahi unke dil mein hamari chahat thi hi nahi. unki muskurahat ko hum, pyaar samajh bethe Silsily Tor Gya Woh Sbhi Jate Jate', 'Warna Itne To Marasim Thy K Aate Jate". "Shikwa-e-Zulmato Shab Sy To Kahen Behter Tha', 'Upne Hisy Ki Koi Shama Jalate Jate". "Kitna Asan Tha Tery Hijer Main Marna Janan', 'Phr B Ek Umr Lagi Jaan Se Jate Jate". "Uski Wo Jane Use Pas-e-Wafa Tha K Na Tha'? 'Tm "faraz" Upne Tarf Se To Nebhate Jate"

DIL MAIN JO QAID HAI AB USKO RIHA KIA KERNA , JISM SE ROOH KO DANISTA JUDA KIA KERNA, MAINE JAB YAD KIA YAD WO AAYA MUJKO, IS SE ZYADA USSE PABAND-E-WAFA KIA KERNA,

Itni Nafrat na kr k waja-eMohabbat ban jaye....... Habs bhar jaye to aksar Barsaat hua krti hai.......

Itni Mohabbat na kr k G na sakein tery bin hmein maloom hai k akhir Judai a hi jaye gi ...

AJEEB BAAT HUI MUJSE KHAFA KHAFA B RAHA, MAGER LOGON SE WO MERA POCHTA B RAHA, AJAB RANG ME KI MUJ SE GUFTGO US NE, LABON SE CHUP THA NIGAHON SE BOLTA B RAHA

chiriyon se kaho shak-e-nasheman se na urain................ es dour ka hr insan uqabon ki trah hai yun glt to nahi chehron ka ta'asur mgr.......... og waisey b nahi jaisey nazr atey hain

Hum BHi Maujood Thay Taqdeer k Darwazey Per ~ ~ Log Daulat Pe Girey Hum Ne Tujhy Maang Liya