Hindi Dialogues

4
7/17/2019 Hindi Dialogues http://slidepdf.com/reader/full/hindi-dialogues 1/4 - "kitne aadami the..?" - "do sarkar..." - "woh do the aur tum char, phir bhi tum log wapas aa gaye..haramzado gabbar ka naam mitti main milai diya iskee sazaa milegi jaroor milegee.." - "tera kya hoga re samba...? jo sab ka hota hain..." - "maine to aapka numuck khayahai sarkar!" - "ub goli bee khaa!" - "ganga mausi...!" - "Ramu kaka..!" - "Mogambo khush hua!" - "Gidar ki jaab mout ati hai to woh sher ki tadaf dor ta hai.." - "Hum jo kehte hai woh karte nahi jo karte hai woh kehte nahin -Raj Kumar" - "Kya isi din ke liye tujay paal pados kay bada kiya tha?!" - "chordo mera haat!" - "ajit: mona darling..!" - "maine tumhara rishta randveer se tai kar diya hai .. " - "tum kaun hote ho meri zindagi ka faisala karne waley?" - "main tumharay baghair mar jaonga" - "mujhe nahi maloom tha ki tum itni neech aur giri hui aurat ho" - "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to mein kaheen ki naheen rahoongi" - "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to mein apni jaan de doongi" - "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to ye bachhe ka baap kaun kehlayega" - "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to bus mein ek sad song gahoongi" - "yes boss" - "Gareeb hero: Meri budhee maa aur andhee bahan ka kya hoga?" - "main tumhaare bachche ki maan banne waali hoon." - " Mai gareeb hoon na , isliye ...." - A main character in the movie will go to the temple and say : "Bhagwan mainey tumse aaj tak kuch nahin maanga....." - " Meri izzat baksh do mein kahin ki nahi rahoongi" - " A dying wife to her husband : mujhe wada karo ke mere jane ke baad tum pinki

description

Hindi

Transcript of Hindi Dialogues

Page 1: Hindi Dialogues

7/17/2019 Hindi Dialogues

http://slidepdf.com/reader/full/hindi-dialogues 1/4

- "kitne aadami the..?"

- "do sarkar..."

- "woh do the aur tum char, phir bhi tum log wapas aa gaye..haramzado gabbar kanaam mitti main milai diya iskee sazaa milegi jaroor milegee.."

- "tera kya hoga re samba...? jo sab ka hota hain..."

- "maine to aapka numuck khayahai sarkar!"

- "ub goli bee khaa!"

- "ganga mausi...!"

- "Ramu kaka..!"

- "Mogambo khush hua!"

- "Gidar ki jaab mout ati hai to woh sher ki tadaf dor ta hai.."

- "Hum jo kehte hai woh karte nahi jo karte hai woh kehte nahin -Raj Kumar"

- "Kya isi din ke liye tujay paal pados kay bada kiya tha?!"

- "chordo mera haat!"

- "ajit: mona darling..!"

- "maine tumhara rishta randveer se tai kar diya hai .. "

- "tum kaun hote ho meri zindagi ka faisala karne waley?"

- "main tumharay baghair mar jaonga"

- "mujhe nahi maloom tha ki tum itni neech aur giri hui aurat ho"

- "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to mein kaheen ki naheen rahoongi"

- "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to mein apni jaan de doongi"

- "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to ye bachhe ka baap kaun kehlayega"

- "agar aapne mere saath shadi inkaar ki to bus mein ek sad song gahoongi"

- "yes boss"

- "Gareeb hero: Meri budhee maa aur andhee bahan ka kya hoga?"

- "main tumhaare bachche ki maan banne waali hoon."

- " Mai gareeb hoon na , isliye ...."

- A main character in the movie will go to the temple and say : "Bhagwan maineytumse aaj tak kuch nahin maanga....."

- " Meri izzat baksh do mein kahin ki nahi rahoongi"

- " A dying wife to her husband : mujhe wada karo ke mere jane ke baad tum pinki

Page 2: Hindi Dialogues

7/17/2019 Hindi Dialogues

http://slidepdf.com/reader/full/hindi-dialogues 2/4

 ko apni jaan se bhi jyada pyaar karoge"

- Old hindi movie : "Aiye ji sunte ho.. Aap bade woh hein."

- Lover-girl to leaving lover-boy : "Mai tumhare bina nahin jee sakti "

- "Kanoon ke haath bahut lambe hote hein"

- "Rukjao! kanoon ko apne haath mein mat lo"

- " Main is Geeta per haath rakhkar yeh saugandh leta hoon ki jo bhi kahoonga sach kahoonga, aur sach ke siva kuch nahin kahoonga."

- "Inspector! Giraftaar karlo issey"

- " Jug Jug jiyo beta "

- " Ab hum kisi ko muh dikhaane ke layak nahin rahe"

- " Kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bada kiya tha?"

- Typical farmer ka dialogue : " mainey is zameen ko apne khoon sey seencha hai"

- Hero/heroine after opening their eyes in the hospital : " Main kahan hoon?"

- " Hum jahaan khade hote hein, line wahin sey shuru hoti hai"

- " Mai kahti hoon, Door ho jaa meri nazron sey"

- "Is ghar ke darwaaze, tumhare liye hamesha ke liye band hein"

- A Prem-Chopra-type villian to the heroine/village belle : " In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki kya zaroorat hai"

- " Chhod do mujhe, bhagwaan ke liye chhod do"

- " Maine tumhe kya samjha, Aur tum kya nikley!"

- doctor : " Ab Sab oopar waale key haath mein hai"

- The doctor to the paitent's near n' dear one : " I'm sorry, hum kuch nahin kar sakey"

- doctor : " Chowbees ghante tak hosh nahin aiya to ..... "

- " Agar Maa ka doodh piya hai to saamne aa."

- " Jyaada hoshiayari karne ki koshish maat karna "

- " Bhagwaan pe bharosa rakho. Sab thik ho jaiye ga"

- " Woh ek gandi naali ka keeda hai"

- A heroine's expression of what love does to her : " Mera dil dhak-dhak karta hai "

- " Ajji sunte ho , munna ke pitajee "

- Rich father to son : " Ek phooti kaudi nahin doonga "

Page 3: Hindi Dialogues

7/17/2019 Hindi Dialogues

http://slidepdf.com/reader/full/hindi-dialogues 3/4

- " Zamaane ne thokar laga-laga ke is dil ko paththar bana diya"

- Dharmendra in a hajaar movies : " Kutte! Kamine ! ....." " Yeh Taklooooo!"

- Lalita Pawar: " Chudayal! Kide pade tere ....."

- " Woh kutte ki maut marega "

- " Bol! Bol heere kahan chuppa rakhe hai "

- Inspector Iftekar on a megaphone : " Apne aap ko police ke hawaale kar do. Police ne chaaron taraf sey tumhe gher liya hai "

- " Apne hathiyaar phenk do "

" Thairo! Yeh shaadi nahin ho sakti !"

- Tikku Talsaniya " Ouff! Yeh kya ho raha hai "

- Keshto in a million movies " Hi-HEEYAAHH!"

- Shatru a hajaar times " Abbe ChaparGanju! "

- The villian's sidekick : "Boss! Maal pakda gaya "

- "Jo sheeshe ke gharon mein rehne hein, woh doosron pe paththar nahin phenkte"

- "Hum woh hein jo paththar ko kaanch se tod liya karte hein"

- All filmi chowkidaars : " Shhalaam Shhaab!"

- " Har kutte ka din aata hai "

- " Mai tumahara aihsaan zindagi bhar nahin bhoolonga"

- " Itnay paise tum kahan sey laiye ?"

- " Bacchhhhaaaooooooooooo......."

- " Police mere peeche lagi hui hai .."

- " Tum mere liye mar chuke ho "

- " Ghar mein do-do jawaan betiyaan hein"

- " Lo! - Muh meetha karo "

- " Hato naa! Log kya kahenge "

- " Khabardaar jo mujhe haath bhi lagayaa .."

- " Aarre! isse to tez bukhaar hai "

- " Maa tum kitni achi ho"

- " Bhaiyaaa!"

- " Yeh aap kya keh rahen hein, bhai sahab?"

Page 4: Hindi Dialogues

7/17/2019 Hindi Dialogues

http://slidepdf.com/reader/full/hindi-dialogues 4/4

- " Aaj Pinky ka janam din hai"

- " Gurkha, isse dhakke maarke bahar nikaal do "

- " Mai yeh tumhaara aihsaan zindagi bhart nahin bhoolonga"

- "Yeh anyay hai Bhagwan"

- "Driver, gaadi roko"

- " pulice ko tum jaise naujawaanon per naaz hai"

- " Goli se udaa do usse"

- Gracious father taking the blame for his son : " Yeh khoon maine kiya hai, melod!"

- " Bhaagne ki koshish mat karna"

- " Yeh sauda tumhe bahut mehnga padega"

- Dumb looking hero coming to blind mom : " Maa, mai first class first pass ho gaya hoon"

- "Beti, tu to paraya dhan hai "

- " Zabaan ko lagaam do .."

- On a suhaagraat nite, wife to husband : " Doodh pee lijiya"

- "lillie much ko kyu millie - mehmood"

- " Kutte ki dum tedi-ki-tedi hi rehti hai "

- " Bhabhi, tumhare haath ki chai peene ko man kar raha hai "

- " Tune mere peeth pe chura bhoka hai "